Followers

Sunday 1 December 2019

Poz1116 आजकल फूल भी ऐसे हो गए (Aaj Phool Bhi Aise Ho Gae)

कभी फूल होते थे खुशबू से भरे,
आज फूल भी इंसानों की तरह हो गए।
रंग तो बहुत बदल रहे हैं फूलों के,
मगर, एहसास इंसानों की तरह हो गए।
फर्क नहीं  रहा असली और नकली में,
सब फूल इंसानों की तरह हो गए।
क्या कहूं समझ नहीं आ रहा।
फूल ऐसे थे , या इंसान ऐसे थे।
इंसान ऐसे हो गए या फूल ऐसे हो गए।
11.50pm 01 Dec 2019

Kabhi Phool Hote the Khushbu Se Bhare.
Aaj Pul Bhi insanon ki tarah ho gaye.
Rang to bahut Badal rahe hain Phoolon Ke,
 Magar, Ehsaas insaano ki tarah ho gaye.
Farak nahin Raha asali aur nakali mein,
 Sab Phul insaano ki tarah ho gaye.
Kya kahun samajh Nahin Aa Raha.
 Fool Aise the, ya Insan Aise the.
Insan Aise ho gaye ,ya Phool Aise ho gaye.

No comments: