Followers

Tuesday 1 March 2022

1937 भोला भंडारी है बड़ा भोला (Bhola bhandaaree hai bada bhola)(Bhola Bhandari is very naive.

 भोला भंडारी है बड़ा भोला ।

मन उसके आगे मैंने अपना खोला।


जटाओं में विराजी है गंगा ।

उसके ऊपर चांद है चमका ।

पहना मृग खाल का चोला ।

भोला भंडारी है बड़ा भोला....


उसको मैं नित  निहारुं ।

उसके पांव मैं पखारूं।

शिव शिव शिव शिव मन मेरा बोला।

भोला भंडारी है बड़ा भोला....


हो गई तुझमें मैं मगन ।

करूं सुबह शाम मैं भजन।

झूमूं मैं ,मन है डोला।

भोला भंडारी है बड़ा भोला....

2.18pm 1March 2022

Bhola bhandaaree hai bada bhola .

Man uske aage mainne apana khola.


Jataon mein viraajee hai ganga .

Uske oopar chaand hai chamaka .

Pehna mrig khaal ka chola .

Bhola bhandaaree hai bada bhola....

Usko main nit  nihaarun .

Uske paanv main pakhaaroon.

Shiv shiv shiv shiv man mera bola.

Bhola bhandaaree hai bada bhola....

Rahoon usmein main magan .

karoon subah shaam mein bhajan.

Jhumoon main ,man hai dola.

Bhola bhandaaree hai bada bhola....

(English meaning)

Bhola Bhandari is very naive.

I opened my mind in front of him.


The Ganges is seated in the hair.

The moon is shining above him.

Worn deer skin cloak.

Bhola Bhandari is very naive....

I see you live.

I wash your feet.

Shiv Shiv Shiv Shiv Shiv spoke all time.

Bhola Bhandari is very naive....

I have become engrossed in you.

Do your bhajan morning and evening.

Me and my mind is dancing.

Bhola Bhandari is very naive....

No comments: