Followers

Tuesday, 6 February 2018

Z 450 आईना (Aaina)

9788189331894 53095 BookZindgi1

आईना रख सामने जब खुद को देखता हूँ।
अपने चेहरे में तेरी सूरत देखता हूं।
खो जाऊं जो मैं आंखों में अपनी।
इनमें तुझे डूबता देखता हूं।
तबस्सुम होठों पर जो मेरी आता है।
मैं तुझे हंसता हुआ देखता हूं।
शबनम जो आ जाए आंखों में मेरी।
तुझे आँसुओं के समंदर में देखता हूं।
मेरे हर वजूद में समाई है तू कुछ इस कदर।
मेरी आंखों में तू छाई है कुछ इस कदर।
कि आईना रख सामने जब खुद को देखता हूं।
अपने वजूद में मैं तुझको देखता हूं।
450 16 Dec 1994
Aaina Rakh Samne Jab Khud Ko dekhta hoon.
Apne Chehre Mein Teri Surat dekhta hoon.
Kho Jaung jo Mein Aankhon Mein Apni.
In Mein Tujhe Dubta dekhta hoon.
Tabassum Hoton Pe Jo Mere Aata Hai.
Main Tujhe hansta Hua dekhta hoon.
Shabnam Jo Aa jaye Aankhon Mein Meri.
Tujhe Aansuon Ke Samundar mein dekhta hoon.
 Mere Har Wajood Mein Samayi Hai Tu Kuch Is Kadar.
Meri Aankhon Mein Tu chahiy hai Kuch Is Kadar.
Ki Aaina Rakh Samne Jab Khud Ko dekhta hoon.
Apne Wajood Mein Main Tujhko dekhta hoon.

No comments: