भूल जाऊंगा मैं उन्हें एक दिन।
यही सोच कर हर दिन जीता हूं मैं।
छोड़ दूंगा मैं कभी इस मह को।
यही सोच कर हर दिन पीता हूं मैं।
जख्म देकर चले गए थे वो एक दिनः
भरा नहीं अभी तक एक भी जख्म।
भर जाएंगे यह कभी वक्त के साथ।
यही सोचकर इन्हें सीता हूं मैं।
भुलाना आसान नहीं है इश्क को
फिर भी भुला दिया मैंने हर जुनून को।
इसी तपस्या का फल है शायद।
जो जिंदगी की हर बाजी़ जीता हूं मैं।
442 30 Oct 1994
Bhool Jaunga Main Unhain Ek Din,
Yahi Soch kar Har din Jeeta Hoon Main.
Chhod Dunga Main Kabhi is meh ko.
Yehi Soch kar Har din Peeta Hoon Main.
Zakam De Kar chale gaye the wo ek din.
Bhra nahi abhi tak Ek bhi Zakhm.
Bhar Jayenge ye kabhi Waqt Ke Saath
Yeh Soch kar InhainSeeta Hoon Main.
Bhulna Aasan Nahi Hai Ishq ko,
Phir Bhi Bhula Diya Maine is Junoon ko.
Isi Tapasya Ka Phal Hai Shayad
Ki zindagi Ki Har Baazi Jeeta Hoon Main.
यही सोच कर हर दिन जीता हूं मैं।
छोड़ दूंगा मैं कभी इस मह को।
यही सोच कर हर दिन पीता हूं मैं।
जख्म देकर चले गए थे वो एक दिनः
भरा नहीं अभी तक एक भी जख्म।
भर जाएंगे यह कभी वक्त के साथ।
यही सोचकर इन्हें सीता हूं मैं।
भुलाना आसान नहीं है इश्क को
फिर भी भुला दिया मैंने हर जुनून को।
इसी तपस्या का फल है शायद।
जो जिंदगी की हर बाजी़ जीता हूं मैं।
442 30 Oct 1994
Bhool Jaunga Main Unhain Ek Din,
Yahi Soch kar Har din Jeeta Hoon Main.
Chhod Dunga Main Kabhi is meh ko.
Yehi Soch kar Har din Peeta Hoon Main.
Zakam De Kar chale gaye the wo ek din.
Bhra nahi abhi tak Ek bhi Zakhm.
Bhar Jayenge ye kabhi Waqt Ke Saath
Yeh Soch kar InhainSeeta Hoon Main.
Bhulna Aasan Nahi Hai Ishq ko,
Phir Bhi Bhula Diya Maine is Junoon ko.
Isi Tapasya Ka Phal Hai Shayad
Ki zindagi Ki Har Baazi Jeeta Hoon Main.
No comments:
Post a Comment