Followers

Monday 25 March 2019

867 बुझ तो सबको जाना है (Bhuj to Sabko jana hai.)

दीया हो या सूरज।
बुझ तो सबको जाना है।
दिये को तो फिर भी मैं जला रखूँ कल तक।
सूरज को तो आज की आज ही,
बुझ जाना है।

कोई कितना भी हो ताकतवर।
एक दिन सब का आना है।
कितना संभालेगा खुद को और कब तक।
एक दिन तुझे भी तो,
बुझ जाना है।

यहाँ का कमाया यही रहेगा।
साथ कुछ नहीं जाना है।
करले इकट्ठा जितना होता है ,
पर, कोई फायदा नहीं।
यही रह जाना है।


तेरा मेरा करता रह तू।
सब कुछ एक दिन मिट जाना है।
 ढेर लगा ले नोटों के चाहे बड़े बड़े।
जान निकलेगी जब,
कुछ काम नहीं आना है।

6.16pm 25 March 2019 Monday

Diya Ho Ya Suraj,
Bhuj to Sabko jana hai.
DIye ko Toh Phir Bhi Main Jala rakhoon kal tak.
Suraj ko tuo aaj ki aaj hi ,
Bujh jaana hai.

Koi Kitna Bhi Ho Takatvar.
Ek Din Sab Ka aana hai.
Kitna sambhalega Khud ko, aur kab tak.
Ek Din Tujhe Bhi To Bujh jaana hai.

Yahan Ka Kaamaya Yehi rahega.
Saath kuch nahi jana hai.
Karle ikattha Jitna hota hai.
Koi fayda Nahi.
 Yahi Reh jaana hai.

Tera Mera Karta reh Tu.
Sab kuch Ek Din Mit jana hai.
Dher Laga Le Noto ke Chahe bade bade.
Jaan Niklegi Jab,
Kuch kaam nahi aana hai.

No comments: