Followers

Friday 26 April 2019

898 आज ही जी ले जी भर के (Aaj Hi Zee Le Zee Bhar k)

समेटता रहा पलों को मैं ,
कभी याद करके ,कभी बात करके।
सोचता था खजाना बना रहा हूँ,
जीयूँगा बाद में जी भर के।
पर क्या मालूम था ,
वो बिखर रहे हैं पल-पल करके।

आज का दिन बीत गया,
 परसों भी आएगा , कल गुज़र के।
खुशी के पल समेटना चाह रहा था मैं,
कि कल जी लूँगा जी भर के।
कल जाने किसने देखा है,
क्यों आज  जी रहा हूं मैं मर मर के।

जानता हूं कि कल कभी ना आयेगा।
बीत गया है वह पल गुज़र के।
आज में जीना मैंने ना सीखा।
तो कल कहां जी पाऊंगा जी भर के।
कुछ हासिल ना होगा यादों की पोटली से।
जो करना है ,वह आज ही कर ले।
आज ही जी ले जी भर के।
6.37pm 25 April 2019
Samatta Raha Palon ko mein,
Kabhi Yad Karke, kabhi baat karke.
Sochta tha Ki ,khjaana Bana raha hoon,
Jiunga baad mein Jee Bhar Ke.
Par kya Maloom tha,
Woh bikhar rahe hain Pal Pal Karke.

Aaj ka din Beet Gaya,
Person bhi aayega ,kal Gujjar ke.
Khushi Ke Pal Smetna Chah Raha Tha Main.
Ki Kal Jee Lunga Jee Bhar Ke.
Kal Jaane Kisne Dekha Hai,
Kyun Aaj Mein Jee Raha Hoon Mar Mar Ke.

Jaanta Hoon ki kal Kabhi Na Aayega.
Beet Gaya Hai Wo Pal Gurjar ke.
Aaj Mai Jina Maine Na Sikha.
Tuo Kal kahan ji Paunga Ji Bhar Ke.
Kuch Hasil Na Hoga Yaadon Ki potli se.
Jo karna hai Vo Aaj Hai Karle.
Aaj Hi Zee Le Zee Bhar k.

No comments: