Followers

Sunday, 30 June 2019

963 रात ( प्रकृति का चक्कर) (Raat)

तारों की चादर ओढ़े,
चाँद का टीका लगाये,
यह रात देती है सुकून।

धरती पर बैठा में,
यादों में तेरी खोया हुआ,
करता हूँ खुद ही से गुफ्तगू।

धरती भी गर्मी से राहत पा,
रात से ठंडक लेती है।
तपन उसकी हो जाती है उड़न छू।

यही प्रकृति का चक्कर है।
तपन से राहत पा, फिर नई आस में,
 हो जाता है अगला दिन शुरू।
10.14pm 30 June 2019
Taron Ki Chadar Ohde.
Chand Ka Tika Lgaae.
Yeh Raat Deti Hai Sukoon.

Dharti par Baitha main,
Yaadon Mein Teri Khoya hua.
Karta hoon Khud Se Hi guftgu.

Dharti bhi Garmi Se Rahat pa,
Raat se thandak Paatii Hai.
Tapan uski ho jati hai udanchhoo.

Yahi Prakriti Ka Chakkar hai.
Tapan Se Rahat Pa, Fir Nai Aas Me,
Ho jata hai Agle Din shuru

No comments: