तुम देखते हो जिंदगी को जिस नज़र से मेरी नजर वो नहीं।
तुम्हारी नजरों में कीमत बस पैसे की है मेरी नजर पैसे पर नहीं।
कला को देखता हूं मैं जिस नजर से ,तेरे पास वो नजर नहीं।
अंदाज़ मेरा और तेरा है जुदा जुदा ए मेरे हमसफ़र।
पर तेरी मेरी मंजिल एक है जानेमन ,दो नहीं।
चलना तो हमें है एक ही रास्ते पर जहां तक भी चलें।
अंदाज़ चाहे देखने के अलग अलग हो हमारे ए दिलनशीं ।
तुम अपनी नजर से देखो मैं अपनी नजर से देखता हूं।
क्योंकी मंज़िल हमारी एक ही है, दो अलग अलग नहीं।
24 April 2018
Tum Dekhte Ho Zindagi ko jis Nazar Se, Meri Nazar Woh nahi.
Tumhari nazron mein Keemat bas Paise Ki Hai ,Meri Nazar Paise Par nahi.
Kala ko dekhta hoon Main Jis Nazar Se, Tere Paas Woh Nazar Nahi.
Andaaz Mera aur Tera Hai Juda Juda Aye Mere Humsafar
Teri Meri Manzil ek hai Janeman, Do Nahi .
Chalna to Hame Hai Ek Hi Raste Par, jahan tak bhi Chalein.
Andaaz chahe dekhne ke alag alag Ho Hamare e' dilnashin.
Tum apni Nazar Se Dekho, Mai apni Nazar Se dekhta hoon.
Kyon Ki Manzil hamari ek hi hai ,do alag alag nahi.

No comments:
Post a Comment