Followers

Saturday 26 January 2019

809 देशभक्ती (Desh Bhakti)

कितना था देशभक्त मैं बचपन में।
कान लगा हर देश भक्ति का गाना सुनता था मैं।

सोचता था जान लगा दूंगा जो आन पड़ी,
मेरे देश पर कोई मुसीबत इस जीवन में।

आज का युवक कितना बदल गया है।
खुद ही इस देश का दुश्मन बन गया।

अपने ही देश को बुरा बोल रहा है।
कितना खुदगर्ज बन गया है।

भला इस देश का कभी कुछ किया नहीं।
गिला रखा, इस देश ने उसके लिए कुछ किया नहीं।

कभी बैठकर सोचा नहीं  की जिस धरती पर पला बढ़ा।
 वो देश है यही ,वो धरती है यही।

कुछ कर तू भी, इस देश के लिए।
 गर्व हो तुझे, तूने कुछ किया इस देश के लिए।

कल ना हो अफसोस की काटी है जिंदगी।
गर्व हो कि हमने भी जी ज़िंदगी देश के लिए।
7.27pm 26Jan 2019 Saturday


Kitna Tha Deshbhakt main Bachpan mein.
Kaan Laga Har desh bhakti ke gane Sunta Tha Me.

 Sochta tha Jaan Laga Dunga Jo Aan Padi.
Mere Desh par koi Musibat Is Jeevan mein.

Aaj ka Yuva Kitna Badal gaya hai.
Khud Hi Is Desh Ke Dushman ban gaya hai.

Apne Hi desh ko Bura bol raha hai.
Kitna khudgarj ban gaya hai.

Bhllah Is Desh Ka Kabhi Kuch Kiya Nahi.
Gillah Rakha Is Desh Ne unke liye kuch Kiya Nahi.

Kabhi Beith Kar Socha Nahi Ki Jis Dharti par Pala Bada.
Vo Desh Hai Yahi, wo Dharti Hai Yahi.

Kuch Kar Tu Bhi iss Desh Ke Liye.
Garv Ho Tujhe Bhi ,Tune kuch Kiya Is Desh Ke Liye.

Kal Na Ho Afsos ki kaati Hai Zindagi.
 Garv Ho ki Humne Bhi Ji Zindagi Desh Ke Liye.

No comments: