Followers

Tuesday 5 June 2018

578 दुनिया (Dunia)

आंखों ने दुनिया देखी है।
 मन से इस को पाना है।।
दूर तक निगाहें दौड़ते हुए
दिल ने इसको जाना है।

कभी खट्टी ,कभी मीठी बातों से।
इसका स्वाद पहचाना है।
दुनिया के सुख-दुख के घेरे में।
खुद को हमने पाना है।

दूर खड़ी उस मंजिल पे।
 संभल संभल के जाना है।
दुनिया के इस जंगल में।
 एक एक कदम उठाना है।

आओ इसको पा लें हम।
 ये ही हमने ठाना है।
दुनिया ही है जीवन अपना।
और कहां ठिकाना है।
1.05pm 5June 2018

Aankhon Ne Duniya Dekhi Hai.
Man se Isco aana hai.
 Dur Tak Nigahon daudate huye.
Dil Ne Isko jaana hai.

Kabhi Khatti, kabhi Mithi Baaton Se.
Isca Swaad pehchana hai.
Duniya Ke Sukh Dukh ke ghere mein.
Khud Ko Hum Ne paana hai.

 Dur Khadi us Manzil pe.
Sambhal Sambhal Ke Jaana Hai.
Duniya ke is Jangal Mein.
Ek ek Kadam uthana hai.

Aao is Ko Pa lein hum.
Yeh Hi Humne Thana hai.
Duniya he Hai Jeevan Apna.
Aur kahan Thikana Hai.

No comments: