Followers

Sunday 2 September 2018

666 तेरी आंखें तारीफ करती है (Teri Aankhen Tarif karti hai.)

मैं इस काबिल कहां कि कोई मेरी तरफ नजर भी करे।
गुरुर तो होना ही था खुद पर, तेरी आंखें जो तारीफ करती है।

 हटती ही नहीं वो एक बार जो देखने लगती है इधर।
गुरुर होता है खुद पर ,तेरी आंखें जो तारीफ करती है।

रोकते हैं हम खुद को फिर भी ,खोने से इन आंखों में।
 कहीं डूब ही न जाएं, जब तेरी आंखें तारीफ करती है।

क्यामत क्यों नहीं आ जाती, मैं सोचता हूं कभी।
काश, समा वहीं रुक जाए ,जब तेरी आंखें तारीफ करती है।

666 1.17pm 30 Aug 2018



Mai is Kabil kahan ,Ki Koi Meri Taraf Nazar bhi kare.
Garur To Hona Hi Tha Khud Par ,Teri Aankhen Jo Tarif karti hai.

Hatti Hi nahi ,wo ek baar Jo dekhne Lagti Hain idhar.
 Garur Hota Hai Khud Par, Teri Aankhen Jo Tarif karti hain.

Rokte Hain Hum Khud Ko Bhi ,Phir Khone se in Aankhon Mein.
Kahi Dhoob hi Na Jayen,Jab Teri Aankhen Tarif karti hain.

 Qayamat kyun nahi aa Jati  Mein Sochta Hoon Kabhi.
Kash, Sama wahi Ruk Jaye, Jab Teri Aankhen Tarif karti hai.

No comments: