येती जी... तुम सत्य हो ,या या हो भ्रम।
यह मैं जान नहीं पाता हूँ।
पर जब भी तुम्हारी बातें सुनता हूँ।
बहुत आनंद पाता हूँ।
अगर तुम सत्य हो तो,
बर्फ से निकल के मैदान में आओ।
धरती पर रहने वालों को भी,
कुछ जीने के गुर बतलाओ।
यहां का मानव लगा रहता है।
अपनी जय जय कार कराने में।
तुम्हें कोई गम नहीं है।
अपनी पहचान छुपाने में।
मानव को भी कुछ गुर दे जाओ।
जीवन कैसे जीना है सिखलाओ।
तुम तो रहते हो अपनी ही दुनिया में मस्त।
इस दुनिया को भी जीने का ढंग बतलाओ।
1.47pm 12 May 2019 Sunday
Yati ji.......
Tum Satya Ho Ya ho Bhram.
Yeah Main Nahin Jaan Pata Hoon.
Jab Bhi Tumhari Baatein Sunta Hoon.
Bahut Anand Pata Hoon.
Agar Tum Satya Ho To
Baraf Se Nikal Ke Maidan mein aao.
Dharti par Rehne Walo Ko Bhi.
Kutch Jine ke Guar batlaao.
Yahan ka Manav Laga rehta hai,
Apni jayjaykaar karane mein.
Tumhe Koi Gham Nahi Hai,
Apni Pehchan Chupane mein.
Manav ko bhi kuch Gur day jao
Jeevan Kaise Jeena Hai Shukla
Tum To rehte ho apni Duniya Mein Mast
Is Duniya Ko Jeene Ka Dhang Batlao
यह मैं जान नहीं पाता हूँ।
पर जब भी तुम्हारी बातें सुनता हूँ।
बहुत आनंद पाता हूँ।
अगर तुम सत्य हो तो,
बर्फ से निकल के मैदान में आओ।
धरती पर रहने वालों को भी,
कुछ जीने के गुर बतलाओ।
यहां का मानव लगा रहता है।
अपनी जय जय कार कराने में।
तुम्हें कोई गम नहीं है।
अपनी पहचान छुपाने में।
मानव को भी कुछ गुर दे जाओ।
जीवन कैसे जीना है सिखलाओ।
तुम तो रहते हो अपनी ही दुनिया में मस्त।
इस दुनिया को भी जीने का ढंग बतलाओ।
1.47pm 12 May 2019 Sunday
Yati ji.......
Tum Satya Ho Ya ho Bhram.
Yeah Main Nahin Jaan Pata Hoon.
Jab Bhi Tumhari Baatein Sunta Hoon.
Bahut Anand Pata Hoon.
Agar Tum Satya Ho To
Baraf Se Nikal Ke Maidan mein aao.
Dharti par Rehne Walo Ko Bhi.
Kutch Jine ke Guar batlaao.
Yahan ka Manav Laga rehta hai,
Apni jayjaykaar karane mein.
Tumhe Koi Gham Nahi Hai,
Apni Pehchan Chupane mein.
Manav ko bhi kuch Gur day jao
Jeevan Kaise Jeena Hai Shukla
Tum To rehte ho apni Duniya Mein Mast
Is Duniya Ko Jeene Ka Dhang Batlao
No comments:
Post a Comment