Followers

Saturday 3 March 2018

483 तीर नजरों के (Teer Nazron Ke)

वार वो इस तरह करते हैं।
कि बचा भी नहीं सकते।
तीर यूं चलते हैं नजरों से,
कि नजरें मिला भी नहीं सकते।

तीखी नजरों के कटार हैं ऐसे,
कदम आगे बढ़ा नहीं सकते।
जो कदम आगे बढ़ गया, तो,
कदम पीछे हटा नहीं सकते।

नजर मिली और घायल हुए,
तो मरहम फिर लगाएगा कौन।
जख्म देंगे वो उस जगह, की,
जख्म दिखा भी नहीं सकते।

वार हो इस तरह....।
कि बचा भी..........।
तीर यूँ चलते.........।
कि नजरें.............।
483 27 Feb 2018

Vaar vo Is Tarah Karte Hain.
Ki Bcha Bhi Nahi Sakte.
Teer Chalte Hai Nazron Se,
Ki Nazrein Mila Bhi Nahi Sakte.

Teekhi Nazron ke kataar hai aise,
Aage Kadam Badha Nahi Sakte.
Jo Kadam Aage badh gaya to.
Kadam Piche hta nahi sakte.

Nazar mili aur Ghayal Hue,
To mar hum phir lagayega kaun.
Zakhm Denge vo us jageh ki,
Zakham dikha Bhi Nahi Sakte.

War Vo Karte Hain.....
Ki Bata Bhi Nahi Sakte.
Teer yun Chalte Hai...
Ki Nazrain Mila Bhi Nahi Sakte.

No comments: