Followers

Monday, 19 August 2019

1013 साजन लेकर आएंगे बारात(Saajan Lekar aaenge Barat)

आज तेरा घर सजा है।
मंडप सजा है तेरा आज।
तू सजी है जिसके लिए।
 वह लेकर आएगा बारात।

सपने कितने सजाए होंगे।
कितने पूरे होंगे आज।
इंतजार में तू जिसके बैठी।
 वह लेकर आएगा बारात।


मन के फूल खिल रहे हैं।
बिछड़े दिल मिल रहे हैं।
सपने पूरे होंगे आज।
मिलेगी प्यार की सौगात।

शहनाइयां बज रही है।
दूरियां कट रही है।
बढ़ रही है मिलन की प्यास।
साजन लेकर आएंगे बारात।

जीवन से अब कुछ आस नहीं।
 रब से कुछ मांगा खास नहीं।
उसने पूरी कर दी दरखासत।
सजन लेकर आए हैं बारात।
10.38pm 19August 2019 Sangeeta Sharma Kundra


Aaj Tera Ghar saja hai.
Mandap saja hai tera Aaj.
Tu Saji Hai Jiske Liye,
Vo Le kar aayega Baraat.

Sapne kitne Sanjoye Honge.
Kitne poore Honge Aaj.
Intezaar Mein Tu Jiske Hai,
Vo  lekar aayega Baraat.

Man ke Phool Khil rahe hain.
Do Dil Dekho Mil Rahe Hain.
Sapne poore Honge Aaj.
Milegi Pyaar Ki saugat.

Shehnaaiyan Baj rahi hai.
Dooriyan cut rahi hain.
Badh Rahi Hai Milan Ki Pyaas.
Saajan Lekar aaenge Barat.

Jeevan Se Kuch Aaas nahi,
Rab Se Kuch Manga Khaas nahi.
 Usne Puri Kar Di Hai darkhaast.
Saajan Lekar Aaye Hain Baarat.



No comments: