जात पात की बात न पूछो।
इसने देश का बुरा हाल किया।
धर्म ने ना जाने किसे संभाला।
ना जाने किस का साथ दिया।
धर्म को घर के भीतर रखो।
संविधान को बाहर अपनाने दो
देश हित रख सबसे आगे,
देश को आगे जाने दो।
भेदभाव से काम ना चलेगा।
सबको साथ में आने दो।
छोड़ो ऊंच-नीच की भाषा को,
सब को देशहित अपनाने दो।
देश आगे तभी बढे़गा ,
जब सब एक पटल पर आएंगे।
भारत को आगे लाने की खातिर,
संविधान का धर्म अपनाएंगे।
9.35pm 31 Aug 2019
इसने देश का बुरा हाल किया।
धर्म ने ना जाने किसे संभाला।
ना जाने किस का साथ दिया।
धर्म को घर के भीतर रखो।
संविधान को बाहर अपनाने दो
देश हित रख सबसे आगे,
देश को आगे जाने दो।
भेदभाव से काम ना चलेगा।
सबको साथ में आने दो।
छोड़ो ऊंच-नीच की भाषा को,
सब को देशहित अपनाने दो।
देश आगे तभी बढे़गा ,
जब सब एक पटल पर आएंगे।
भारत को आगे लाने की खातिर,
संविधान का धर्म अपनाएंगे।
9.35pm 31 Aug 2019
Jaat Paat Ki Baat Na Poocho.
Isne desh ka bura Haal Kiya.
Dharam Ne na Jaane kiss Sambhala,
Na Jaane kiska sath Diya.
Dharm Ko Ghar ke Bhitar rakho.
Sanvidhan ko Bahar apnane do.
Desh hit Rakh Sabse Aage.
Desh ko Aage Jaane Do.
Bhed Bhav se kam na chalega.
Sabko sath mein Aane Do.
Chhodo unch neech ke Basha ko.
Sabko De Desh Hit Apnane Do.
Desh Aage Tabhi Badega.
Jab Sab Ek Patal per aaenge.
Bharat ko Aage laane Ki Khatir.
Sanvidhan ka Dharm Apnaenge.
Isne desh ka bura Haal Kiya.
Dharam Ne na Jaane kiss Sambhala,
Na Jaane kiska sath Diya.
Dharm Ko Ghar ke Bhitar rakho.
Sanvidhan ko Bahar apnane do.
Desh hit Rakh Sabse Aage.
Desh ko Aage Jaane Do.
Bhed Bhav se kam na chalega.
Sabko sath mein Aane Do.
Chhodo unch neech ke Basha ko.
Sabko De Desh Hit Apnane Do.
Desh Aage Tabhi Badega.
Jab Sab Ek Patal per aaenge.
Bharat ko Aage laane Ki Khatir.
Sanvidhan ka Dharm Apnaenge.
No comments:
Post a Comment