Followers

Tuesday 24 July 2018

626 परिवार में सबके संग (Parivar Mein Sab ke sang) With the family

परिवार में
 सबके संग।
रिश्तों को बटोरने के रंग।

आसपास सबके साथ ।
छोड़ उलझनों की जंग।
हंसते-खेलते संग संग,
बिखेर खुशियों के रंग।
कभी ठहाको की फुहार।
कभी प्यार के रंग।
परिवार में सब के संग।
रिश्तों को बटोरने के रंग।

आगाज़ खुशियों का,
 मन में सबके तरंग।
बातें इधर उधर की,
 भर देती सबमें उमंग।
झूम झूम के नाचे सब,
हो  के सब अंग संग।
परिवार में सब के संग,
रिश्तों को बटोरने के रंग।
3.16pm 24 July 2018

Parivar Mein Sab ke sang.
Rishto ko batorne Ke Rang.

 Aas Paas, Sabke sath.
 Chod Uljhanon Ki Jung.
Hasti khelte Sang Sang.
 Bikher Khushiyon Ke Rang.
Kabhi Thahakon ki phuhaar.
Kabhi Pyar Ke Rang.
 Parivar Mein Sab ke sang.
Rishto ko batorne Ke Rang.

Aagaaz khushiyon Ka,
 Mann Mein Sabke Tarang.
Baatein Idhar Udhar Ki,
Bhar Deti Sabme Umang .
Jhoom Jhoom Ke Nachein sab.
 Ho ke sab Ang Sang.
Parivar Mein Sab ke sang.
Rishto ko batorne Ke Rang.

(English  meaning)
with everyone in the family
in family, With everyone
Shades of bonding.

With everyone around.
Leave war
With laughing and playing,
Shades of scattered happiness.
Sometimes spray of laughter
Colors of love ever.
With everyone in the family.
Shades of bonding.

The beginning of happiness,
 Everyone's waves in the mind.
Things from here and there
 Heals enthusiasm
All are dancing with happiness. 
With all the parts of the body.
With everyone in the family,
Shades of bonding.


No comments: