Followers

Wednesday, 13 November 2019

1098 मगरूर ना होना (Magroor Na Hona)

मगरूर अपने हुनर से ,
इस कदर भी ना होना ।
सर घूम जाए तेरा ,
और नूर भी  होना।

चलना तू सँभल कर ,
औरों को साथ लेकर।
रह यूँ ज़रा संभल कर ,
की रास्ता भी मुश्किल होना ।

कामयाबियों में अपनी,
 इस कदर भी ना खोना।
रह जाओ तुम अकेले,
 कोई भी संग होना।

ऊँचे जो पहुंच जाओ,
सर नीचा अपना रखना।
तुम्हें मान देने वालों का,
 तुम भी मान रखना।
6.50pm 13Nov 2019 Wednesday
Magroor Apne hunar se,
Is Magroor Apne hunar se,
Is Kadar Bhi Na Hona.
Sar Ghoom Jaje Tera,
Aur Noor  bhi ho Na.

Chalna tu sambhal kar,
Auron ka Sath Lekar.
Rehna Yun Jara sambhal kar,
Ki Rasta bhi Mushkil hona.

Kamyabiyon Mein Apni,
 Is Kadar Bhi Na khona.
Reh Jao Tum Akele,
 Koi bhi Sang hona.

Unche Jo pahunch jao.
Sar nicha Apna Rakhna.
Tumhen Maan dene Walon ka
Tum bhi Maan Rakhna.

 Bhi Na Hona.
Sar Ghoom Jaje Tera,
Aur Noor  bhi ho Na.

Chalna tu sambhal kar,
Auron ka Sath Lekar.
Rehna Yun Jara sambhal kar,
Ki Rasta bhi Mushkil hona.

Kamyabiyon Mein Apni,
 Is Kadar Bhi Na khona.
Reh Jao Tum Akele,
 Koi bhi Sang hona.

Unche Jo pahunch jao.
Sar nicha Apna Rakhna.
Tumhen Maan dene Walon ka
Tum bhi Maan Rakhna.

No comments: